How to get monetization

  ब्लॉगर में मोटनोटाइजेशस kaise karein.?


bro aapka question bahut hi simple hai aur uska answer hai bahut simple hai Sabse pahle to aap 50 post likho aur apne blog ko atleast ek Mahina time do,




Blogger ko monetization karane ke liye kuchh requirement hoti hai jo aapke blogger per honi chahie main unki list aapko Bata deta hun.



Required





1 :- Privacy policy page.

2 :- About us page

3 :- Contact us page

4 :- disclaimer page

5 :- Home page



Post views


Aapki sabhi post per at least 50 plus Views hone chahiey tab jaake Google aapke blogger ko seriously lega.



Post length in taxt


Aapke har post ka size at least thousand 1000 :- word ka hona chahie tab aapka post count hoga Ki han ya ek valid post hai aise aap ke blogger per kam se kam 50 post hone chahie jis post ke bhitar hajar shabd istemal kiye Gaye Ho likhane ke liye aur har post mein atleast 50 se jyada views ho organic views tab jakar kahin Google aapka blogger monetize Karega.




Jahan Tak mujhe ummid hai yah sari chijen karne ke bad aapka blogger hundred percent monetize ho jaega Ki main upar jo bhi likha hai vah sab kuchh Kiya hai tab jakar Mera ya bloh jis per aapke post per rahe ho yah wala blogger monitize hua hai.









Thanks for reading this article



Written bye Parmeshwar



Post a Comment

Previous Post Next Post